Roshesh Kee kavitayein

I am not too sure if most of you must be aware of the serial ‘Sarabhai v/s Sarabhai’. For those who are not aware of the serial it comes on Star One at around 10.00 in the night. There is this character Roshesh and he is just too funny. These are some of his Kavita’s (poems) which are just too hilarious. Please read each of them separately and carefully.


"momaa ka purse jaise hospital ki pyaari si koi nurse

purse mein rakha tissue paper karta hai paseene ka ilaaj

aur lipstick ho jaise bhookhe honton ka anaaj

momaa ke purse ka hai makhmali sa sparsh

momaa ka purse

momaa ka purse "

"Khatar khun khatar khun khatar khun

Sun mere dil ki dhun (Apparently Rosesh is comparing his heart to a car which has broken down)Tere pyaar ki oiling mil gayi isey

Toh khatar khun ka ho jaayega gun gun "

"In the living room of Sarabhai's.........

Hogi Saahil Bhai ki sagaai...........

Agley mahiney...........

Priya Bhabhi phuli na samaai

Yeah Yeah Yeah............... "

"Tum bin jaise mai raaste ka andha bhikhari

thodi blessings daan me de do

thodi mamta tumhari

momma ho momma ha... "

"Ek Common Man Ko Mili He Pari

Jese Chiku Ke saath Ho Strawberry

Aage Aage Mummy Aur Piche Piche Daddy

Jaise Ho Tom And Jerry "

"ghanan ghanan ghanan ghanan

badalo se aaye pehla soorya kiran

datton ke liye danta manjan

aur pet ke liye kaayam chooran "

"hawa mein hain khushi ki aroma

jeet gayi momma,jeet gayi momma

say hi to happiness n tata to trauma

jeet gayi momma,jeet gayi momma "

"lagul lagul lagul lagul

laal laal lagul lagul JELLY

jelly ke cabre dancer jaise shareer mein chhupi hai

anjaani ankahee paheli

jelly hai moma ka mann

narm mulayam meetha

pasand hai ise har koi

sangeeta rita mita aneeta

jelly giri zameen par

to awaaz aayi PLUP PLUP!

baccha usme haath maare

to sunai deti hai THUP THUP!

jelly par kabhi fungus na lage

uska swaad kabhi bhankas na lage

agar bachani hai hume hamari

country...

TO JELLY KO BANANA HOGA HAMARA PRADHAN MANTRI!!"

"tumhe samjhe toh mujhe bhi samjhana, kyu hai mera jeevan itna khokla,jaise koi basi aur sada hua khaman dhokla.... "

"asman mein uud raha hai kabutar ....

Aasman mein uud raha hai kabutar ....

FLUTTER ..... FLUTTER..... FLUTTER...... "

"Popat Kaka ki atma ka Popat ud gaya ud gaya ud gaya rey..

Shristey k sajjan haath se popat jud gaya jud gaya jud gaya rey..(Popat is name of his kaka who had expired)"

"humpty dumpty sat on the 'gadi'

gadi pe betha tabhi aa gayi dadi

dadi ne kaha aaja mere paas

kyuni gadi pe bethna is just so middle class."